Kuch lamhe teri gaud me bitana chahta hu Maa
Aaj apni sari pareshani tumhe batana chahta hu Maa
Bed pe mujhe neend nahi aa pati hai
Aaj teri gaud me sar rakhkar so jana chahta hu Maa
Mehnat karke thak rha hu fir bhi mehnat kar rha hu.
Tere kadmo pe duniya mai rakh dena chahta hu Maa
Shararat is umar me achchi nahi lagti
Magar khawahish bhi meri is tarah puri nahi hogi
Tang is liye kar raha hu Maa
kyoki tera ek mamta bhara thappad khana chahta hu Maa
Majburiya hai ki Maa mai tumse dur hota hu.
Magar ye bhi sach hai ki sab se jyada
tumhe yaad karta hu mai Maa

No comments:
Post a Comment